Ishq ki saja mili mujhe – Broken Heart Shayari
Ishq ki saja mili mujhe, zakhm lage kuch aise dil par, Agar chipata toh jigar jata aur sunata toh bikhar jata !! Wo saath tha humare ya hum paas the uske, Wo zindagi ke kuch din ya zindagi thi kuch din !! Mesal-e-aatish hai ye rog-e-mohabbat, Roshan to zaroor karti hai magar jala-jala kar !! …
